Jab bhi qareeb aata hoon batanay k liye Zindagi door rakhti hai satanay k liye MehfilOn ki shaan na samajhna mujhay Main to hansta hoOn gham chupanay k liye In faaslOn ko na samjho meri be- Wafayi Main door hoon tumse, paas aanay k liye Mat jano haqeeqat mere in AansuOn ko Main to roota hoon tumhein rulanay k liye Ab duniya kuch bhi kahay, mujhay parwa nahi Main to jeeta tha zindagi, mar janay k liye